Latest SMS Jokes And Text Messages


Dushmano ki tarha - Sad SMS

Wo bar bar mujhe azmata raha,
Mishl-e-shama wo jalata raha,
Dost b kaha usne mujhe magr,
Dushmano ki tarha tarpata raha,
Ungli pakar kr aksar andhere raston me,
Wo bar bar mujhko girata raha,
Charte suraj ki manind wo dost bhi naye naye banata raha
Aisi b bhala kya dosti,
Me rota raha wo muskrata raha.