Latest SMS Jokes And Text Messages


Durd SMS Shayeri

Wo mera tha ye batana ajeb lgta hy
Ab us se ankh milana ajeb lgta hy
Jo zindagi my hamara kbi b ho na saka
Ab uska khawab my ana ajeb lgta hy
Bary khalus se dawat to us ne bheji hy
Pr uski bazm my jana ajeb lgta hy
Tha jis ka hath kbi hamare hatho mien WASI
Ab us se hath milana ajeeb lgta hy.....