Ek pathan apne khandan ke sath jungle main rehta tha
Aik din usay jungle se 1 sheesha mila
Wo samjha k us k baap ki tasweer hai
Wo usay apne ghar le gaya aur us se roz baatain karne laga
Us ki bivi ko shak hua
Aik din shohar ki gair mojood gi mai us ne sheesha nikalaaur apna aks daikh k boli
"Acha tou ye hai wo kalmoi jis se mera shohar baatain karta tha"
Us ne sheesha apni saas ko dikhaya tou saas ne kaha "Khair hai budhi hai jald mar jae G"