Pathan:Aaj mai ne class ki sab se khoobsoorat larki phasai hai
Friend:Oye wo kese?
Pathan:Class lagi thi. Maine kaghaz ka jahaz bana k urra diya
Wo teacher ki naak pe laga
teacher ne ghusse mai poucha kis ne mara ??
Maine us larki ka naam bata diya phas gayi na bichari:))